Zamana badal gaya
Zamana badal gaya mgar yeh chand naebadla
Izhare mohabbat ka andaz nahi badla
Jafa he hoti he mohabbato ka badla
Bewafai karna ka riwaj nae badla
Dil ek tha us mein bhe tum he ko sama liya
Is hasrato ke mehfal ka mehman nahi badla